Back to: محمد اویس رضا قادری کی نعتیں
Ya Ghaus E Azam Dastagheer Imdad Kun Imdad Kun, Imdad Kun, |
Tere Haath Mein Haath Maine Diya Hai Teray Haath Hai Laaj Ya Ghaus E Azam |
Nikala Hai Pehlay To Doobay Huoon Ko Aur Ab Doobtoon Ko Bacha Ghaus E Azam |
Bhawar Mein Phansa Hai Safina Hamara Bacha Ghaus E Azam, Bacha Ghaus E Azam |
Kasam Hai Ke Mushkil Ko Mushkil Na Paya Kaha Hum Nay Jis Waqt Ya Ghaus E Azam |
Mureedoon Ko Khatra Nahin Bahr E Ghum Say Kay Beray Ke Hain Na Khuda Ghaus E Azam |
Kahein Kis Say Jakar Hassan Apne Dil Ki Sunne Koun Teray Siwa Ghaus E Azam |
Piro Ke Aap Pir Hai Ya Ghaus Al Madad Ahle Saffa Ke Meer Hai Ya Ghaus Al Madad |
Ranjo Alam Rangir Hai Ya Ghaus Al Madad Hum Aaj Ko Wasir Hai Ya Ghaus Al Madad |
Hum Kaise Jee Rahe Hai Ke Tum Se Kya Kahe Hum Hai Alaml Neer Hai Ya Ghaus Al Madad |
Teer Nazar Se Peyr Hai Saare Alam Ke Pir Kya Yeh Alam Ke Deer Hai Ya Ghaus Al Madad |
Kis Dil Se Ho Bayaan Beydaade Zaalimaa Z Aalim Bare Shareer Hai Ya Ghaus Al Madad |
Ikhfa Shararashar Y A Ghaus Al Amar Shar Ke Sharar Khatir Hai Ya Ghaus Al Mada |