Back to: Naats Starting With Letter (K )
Kamli wale main qurbaan teri shaan par Sab ki bigri banana tera kaam hai Thokerein kaa ke girna mera kaam hai Har Qadam par uthana tera kaam hai |
Saqeya! Jaan qurbaan teri shaan par Ho nigaa karam apne khudaam par Chor di ham ne kasthi tere naam par Abb kinare lagana tera kaam hai |
Zulm janoo pei jab baha kar lii Jurm-o-asiyaan shaahad se jab bar gayi Tere mujrim tere Dar pei hazir hoye Abb unne bakhshiwana tera kaam hai |
Puri Sarkar ki tamanna karo Har bekaari ki Daata jii jholi bar do Door Taiba se roote tarapte hai jo In ko dar pei bulana tera kaam hai |
Faaiz jari tera ta Qiyamat rahe Teri Nabiyoun pei qaim aamamat rahe Teri Mehboob chokhat salamat rahe Kinz rehmat lotana tera kaam hai |
Tu ne katroun ko dekha to gir kar diya Tu ne zarooun ko dekha to zar kar diya Tu ne Habshi ko rishq-e-kahar kar diya ultha suraj piraana tera kaam hai |
Kis se ja kar Saha dil ki haalat kahe Kis se jaa kar ye faryaad saaim kare Teri naatein sunana mera kaam hai Mere gham ko mitana tera kaam hai! |