Back to: Naats Starting With Letter (N )
Nabi ka lab per jo zikre hai be misaal aya kamaal aya jo hijre taiba me yaad ban kar khayal aya kamaal aya |
teri duao hi ki badaulat azabe rab se bache hoe hain teri duao hi ki badaulat azabe rab se bache hoe hain jo haq me ummat jo tere lab per sawal aya kamaal aya |
Nabi ka lab per jo zikre hai be misaal aya kamaal aya jo hijre taiba me yaad ban kar khayal aya kamaal aya |
guroor hooro ka tor dala laga ke maate pe til khuda ne guroor hooro ka tor dala laga ke maate pe til khuda ne jo kaale rang ka ghulam tera Bilal aya kamaal aya jo kaale rang ka ghulam tera Bilal aya kamaal aya |
Nabi ka lab per jo zikre hai be misaal aya kamaal aya jo hijre taiba me yaad ban kar khayal aya kamaal aya |
Umer ki jurrat pe jao qurban te kaiser o kisra bhi unse larza Umer ki jurrat pe jao qurban te kaiser o kisra bhi unse larza Umer ke ane se jo kufar pe jo zawal aya kamaal aya Umer ke ane se jo kufar pe jo zawal aya kamaal aya |
Nabi ka lab per jo zikre hai be misaal aya kamaal aya jo hijre taiba me yaad ban kar khayal aya kamaal aya |
Nabi tw saim hai sabhi hain alaa hai rutbe sb ke azeem o balaa Nabi tw saim hai sabhi hain alaa hai rutbe sb ke azeem o balaa magar jo akhir me Amina ka laal aya kamaal aya magar jo akhir me Amina ka laal aya kamaal aya |