Back to: Naats Starting With Letter (N )
Chaman Chaman ki dilkashi Gulo ki hai wo taazaghi Hai chand jin se shabnami Wo kehkasha ki roshni Hawaawon ki wo Ragini Fazaawon ki wo nagmagi Hawaawon ki wo Ragini Fazaawon ki wo nagmagi Hai kitna pyaara naam bhi Nabi, Nabi, Nabi, Nabi, |
Hawaawon ki wo Ragini Fazaawon ki wo nagmagi Hawaawon ki wo Ragini Fazaawon ki wo nagmagi |
Ye aamade bahaar Wo noor ki khataar hai Fazaa bhi kush gavaar hai Havaa bhi mushtavaar hai Ye aamade bahaar Havaa se maine jab kahaa Ye kaun aagayaa bataa Havaa pukarti chalin Havaa se maine jab kahaa Ye kaun aagayaa bataa Havaa pukarti chalin Nabi, Nabi, Nabi, Nabi |
Zamee baney zamaan baney Maki baney makkah baney Chuni baney chuna baney Wo waj hai kun fakaa baney Zamee baney zamaan baney Maki baney makkah baney Chuni baney chuna baney Wo waj hai kun fakaa baney Kahaa hai maine eh khuda Ye kis ke sadqe mein banaa Kahaa hai maine eh khuda Ye kis ke sadqe mein banaa To rab ne bhi kahaa yahin Nabi, Nabi, Nabi, Nabi |
Kahaa maine eh khuda Ye kis ke sadqe mein banaa Kahaa maine eh khuda Ye kis ke sadqe mein banaa To rab ne bhi kahaa yahin |
Chale jo qatl ko umar kahaa kisi ney roke kar Kahaa chaley aur kidar Manaj kyun hai arsh par Chale jo qatl ko umar kahaa kisi ney roke kar Kahaa chaley aur kidar Manaj kyun hai arsh par Zarra behen ki lo khabar Fidah hai wo Rasul par Zarra behen ki lo khabar Fidah hai wo Rasul par Wo kehrahi hai har ghari Nabi, Nabi, Nabi, Nabi |
Zarra behen ki lo khabar Fidah hai wo Rasul par Wo kehrahi hai har ghari |
Umar chale behen ke ghar Ye dil me soch soch kar Urayenge hum un ka sar Jo hai nabi key deen par Umar chale behen ke ghar Ye dil me soch soch kar Urayenge hum un ka sar Jo hai nabi key deen par Sunaa hai jab Qur’an ko Khuda key us bayaan ko Sunaa hai jab Qur’an ko Khuda key us bayaan ko Umar ne bhi kahaan yahi |
Sunaa hai jab Qur’an ko Khuda key us bayaan ko Sunaa hai jab Qur’an ko Khuda key us bayaan ko Umar ne bhi kahaan yahi |
Wo ishque ka usul hai Wo sunniyat ka phool hai Wo ehsaba usul ta Key aashique rasul ta Wo ishque ka usul hai Wo sunniyat ka phool hai Wo ehsaba usul ta Key aashique rasul ta Raza se meine jab kahaa Yeh shaan kis ne kee ataa Raza se meine jab kahaa Yeh shaan kis ne kee ataa Raza ne bhi kahaa yahin Nabi, Nabi, Nabi, Nabi |
Raza se meine jab kahaa Yeh shaan kis ne kee ataa Raza se meine jab kahaa Yeh shaan kis ne kee ataa Raza ne bhi kahaa yahin |