Back to: Naats Starting With Letter (P)
Pyare nabi ke ishq me Shola bankar jal jayun ma Kuch aisa Kar jaun me… |
Seene ma Mera unki mohobbat ki aag jalti rahe Saari umar isi aag ma shamma bankar pighal jaun me |
Rouze ki jaali pe sar jukha kar sunaun unhe haal e dil Aur fir sunate sunate wahin daare fana se nikl jaun ma.. |
Wo meri khatir Tarpa hain Katina jeela hain Katina satim Har pal jiyun ma un ka lia unki hi chahat ma Gul jayun ma Kuch aisa Kar jaun me… |
Ho mera lab pa Nagima ini ka asa Kata zindagi Naqash Qadam pa in Ka chalun in ka Hi Sancha ma dal jayun Ma Kuch aisa Kar jaun me… |
Pyare nabi ke ishq me Shola bankar jal jayun ma Kuch aisa Kar jaun me… |