Back to: Naats Starting With Letter (R)
Rahey jaate hain ye armaan, haye mere sine mein Na kaabe ki gali dekhi na pohancha mein madine mein |
our, Suna hai noor ki barsaat, hoti hai madine mein Ilahi, eik chhinta saa lage ham sab ke sine mein |
Muhammad is tarha tashrif farman hein madine mein Ke jaise sura e yaseen hai qur’aan ke sine mein |
Muhammad ki judai aag bharkaati hai sine mein Rawan jab dekhta hun kafile hajj ke mahine mein |
Rahey jate hain ye arman haye mere sine mein Na kabe ki gali dekhi na pahuncha mein madine mein |