Back to: Naats Starting With Letter (S)
sakhi piya ko jo main na dekhoun To kaise katoun andheri ratiya |
sakhi piya wallah ko jo main na dekhoun To kaise katoun andheri ratiya |
Utha do pardah dikha chehra ke noore bari hijab mein hain |
Utha do pardah dikha chehra ke noore bari hijab mein hain |
Unhi ki Boomaya-e-Saman hai Unhi Ka Jalwa Chaman Chaman Hai Unhi se Gulshan mahak Rahe Hain Unhi Ki Rangat Gulab mein Hai |
Zaman Tareek Ho Raha Hai ke Mehar Kab se Nikab Main Hai |
Kareem Aisa Mila Ke Jiss ke Khule Hain Haath Aur Bhare Khazane Batao Aey Mufliso Ke Phir kiun Tumara Dil Iztiraab mein Hai |