Back to: Naats Starting With Letter (Y)
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Jashn-e-Milad un nabi hay Noor ki chaadar tani hay Roshani hi roshani hay Har taraf yay doom machi hay |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Ya habeeb-e-rab-e-daawar Azpa-ay Siddeeq-e-Akbar Aur Umar Usmaan O Haydar Chashmay Baytar Do qalb-e-uzz par |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Rahmatal Lil Aalameena Ho ataa aysa kareena Daykh kar meetaa madina Ishq-e-main patjaa ay seena |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Aakhari lamhay jab aa-ain Kaash wo tashreef laa-ain Apnay jalwon main gumaa-ain Joom-e-kar ham gun gunaa-ain |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Hashr-e-main sarkaar-e-aanaa Mere ayb ko chupaana Apnay rab say bakhsh Saath-e-jannat Me bassaana |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Rehmato Kay Taaj Wale Do Jahan Ke Taaj Wale Arsh Ki Meraj Wale Ashiyon Ki Laaj Wale |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Mustafa khir ul wara ho sarware har do sara ho apnay achoon ka tasaduk hum badoon ko bhi niba ho |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Amina Bibi ka jaya baharwi tareekh aaya subhe saadiq nay sunaya Swalawatullah alaika |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
As-tufailay Ghouse Azam Ganj Bakhsay faizay Azam Sadqaye Imam e Azam Door Houn Sabhi Kay Ranj O Gham |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Baksh Do Jo Cheez Chahu Kiyu Ki Mahboob E Khuda Ho Mustafa Ho Mujtaba Ho Jo Kahun Ussay Siwa Ho |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Jaan Kani Ke Waqt Aana Kalima E Tayyab Padhana Hume Saita(n) Se Bachana Apne Daman Me Chupana |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Wastaa Ye Aale Aba Ka Sadka Hajrat Fatima Ka Aur Shaheede Karbala Ka Gham Na Ho Rozey Jaza Ka |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Jaan Kar Kafi Sahara Le Liya Hai Dar Tumhara Khalq Ke Waris Khudara Lo Salam Ab To Hamara |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Aye Shahanshahe Zamana Aapka Ye Aastaana Rahmaton Ka Hai Khajana Ho Nagahe Maharbaana |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Aye Shahanshahe Madina Noor Se Mamoor Sina Mushk Se Bahtar Pasina Dekhle Ham Sab Madina |
Ya Nabi Salaam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika Ya Habib Salaam Alaika Salawatullaah Alaika |
Oh The Master Of All Ages This Is All Your Kingdom You Is The Reservoir Of Mercy Gaze Upon Us With Your Eyes |