Back to: Naats Starting With Letter ( Z )
Zamino Zamaan tumhare liye Makino Makan tumhare liye |
Chunino Chuna tumhare liye Bane do jahan tumhare liye |
Dahan me zuban tumhare liye Badan me hai Jaan tumhare liye |
Hum aye Yahan tumhare liye Uthe bhi Wahan tumhare liye |
Farishte Khidam Rasoole Hashm Tamame Umam Ghulame karam |
Wajoodo Adam Haduso kidam Jahan me aya tumhare liye |
Kalimo Naji Masiho Safi Khalilo Razi Rasoolo Nabi |
Atiko wasi Gani-o-Ali Sana ki Zuban tumhare liye |
Asaalate kul Imaamate kul Siyaadate kul Imaarate kul |