Back to: Naats Starting With Letter ( Z )
Zamino Zaman Tumhare liye Makino Makan tumhare liye Chunino Chuna tumhare liye Bane do jahan tumhare liye |
Dahan me zuban tumhare liye Badan me he Jaan tumhare liye Hum aye Yahan tumhare liye Uthe bhi Wahan tumhare liye |
Farishte Khidam Rasoole Hashm Tamame Umam Ghulame karam Wajoodo Adam Haduso kidam Jahan me aya tumhare liye |
Kalimo Naji Masiho Safi Khalilo Razi Rasoolo Nabi Atiko wasi Gani-o-Ali Sana ki Zuban tumhare liye |
Asaalate kul Imaamate kul Siyaadate kul Imaarate kul Hukoomate kul Wilayate kul Khuda ke Yahan tumhare liye |
Tumhari Chamak tumhari Damak Tumhari Jhalak tumhari Mahak Zammino Falak Simako Samak Me sikka rawa tumhare liye |
Ye Shamso Kamar ye Shaamo Shar Ye bargo sajar ye baago samar Ye tewo sipar ye Taajo kamar Ye hukme Rawan tumare liye |
Na Roohe Ami na Arshe bari Na Laohe Mobin koyee bi kahin Khabar hi nahin jo Ramz khile Azal ki Nihan tumhare liye |
Jina me Chaman Chaman me Saman Saman me Phaban Phaban me Dulhan Sazaae Mahan par aise Minan Ye amno amaa tumhare liye |
Khalilo Naji Masiho Safi Sabhi se kahin kahin bhi banin Ye be-khabari ke Khalk phiri Kahan se kahan tumhare liye |
Ishaare se Chand chir diya Doobe huwe Khud ko pher liya Gaye huwe Din ko Asr kiya Ye Taabo Tawaan tumhare liye |
Sabbah woh chale ke Baag phale Wo Phool khile ke din ho bhale Liwa ke tale Sana me khule Raza ki zuban tumhare liye |